Spread the loveHusn ko chand jawani ko kanwal kahte hainUn ki surat nazar aaye to ghazal kahte hain – Qateel Shifai (Attributed) हुस्न को चाँद जवानी को कँवल कहते हैंउनकी सूरत नज़र आए तो ग़ज़ल कहते हैं – क़तील शिफ़ाई (आभार) English Translation:They call beauty the moon and youth a blossoming lotus;but when her face…
Author: Dev
Rahega sath tera pyar zindagi ban kar
Spread the loveRahega sath tera pyar zindagi ban karYe aur baat meri zindagi wafa na kare – Qateel Shifai (Attributed) रहेगा साथ तेरा प्यार ज़िंदगी बन करये और बात मेरी ज़िंदगी वफ़ा न करे – क़तील शिफ़ाई (आभार) English Translation:Your love will stay with me and become my very life;yet my life itself may not…
Vo dil hi kya tere milne ki jo dua na kare
Spread the loveVo dil hi kya tere milne ki jo dua na kareMain tujh ko bhool ke zinda rahun Khuda na kare – Qateel Shifai (Attributed) वो दिल ही क्या तेरे मिलने की जो दुआ न करेमैं तुझ को भूल के ज़िंदा रहूँ ख़ुदा न करे – क़तील शिफ़ाई (आभार) English Translation:What kind of heart…
Labb pe aati hai dua ban ke tamanna meri
Spread the loveLabb pe aati hai dua ban ke tamanna meriZindagi shamma ki surat ho Khudaya meri – Allama Muhammad Iqbal (attributed) लब पे आती है दुआ बनके तमन्ना मेरीज़िंदगी शमा की सूरत हो खुदाया मेरी। – अल्लामा मोहम्मद इक़बाल (आभार) English Translation:My longing comes to my lips as a supplication of mine,Oh God! May…
Sitaron se aage jahan aur bhi hain
Spread the loveSitaron se aage jahan aur bhi hain,Abhi ishq ke imtihan aur bhi hain Allama Muhammad Iqbal (attributed) सितारों से आगे जहाँ और भी हैंअभी इश्क़ के इम्तहान और भी हैं। अल्लामा मोहम्मद इक़बाल (आभार) English Translation:Beyond the stars are even more worlds,There are still more tests of passion. Spread the love
Bahut mushkil hai banjāra-mizājī
Spread the loveBahut mushkil hai banjāra-mizājī,salīqa chāhiye āvārgī meñ – Nida Fazli (Attribute) बहुत मुश्किल है बंजारा-मिज़ाज़ी,सलीका चाहिए आवारगी में – निदा फ़ाज़ली (आभार) English Translation: It’s very difficult to have a nomadic temperament;refinement is needed even in wandering. Spread the love
Gham ke bharose kya kuchh chhoḍā, kya ab tum se bayān kareñ
Spread the loveGham ke bharose kya kuchh chhoḍā, kya ab tum se bayān kareñgham bhī raas aayā dil ko, aur hī kuchh sāmān kareñ – Meeraji (Attribute) ग़म के भरोसे क्या कुछ छोड़ा, क्या अब तुम से बयां करेंग़म भी रास आया दिल को, और ही कुछ सामान करें – मीराज़ी (आभार) English Translation: Relying…
Hungama hai kyon barpa, thodi si jo pi li hai
Spread the loveHungama hai kyon barpa, thodi si jo pi li haidaka to nahin mara, chori to nahin ki hai – Akbar Allahabadi (Attribute) हंगामा है क्यों बरपा, थोड़ी सी जो पी ली हैडक़ा तो नहीं मारा, चोरी तो नहीं की है – अकबर इलाहाबादी (आभार) English Translation: Why all this uproar, when I’ve only…
Ek muddat se teri yaad bhi aai na hamein
Spread the loveEk muddat se teri yaad bhi aai na hamein, aur hum bhool gaye hon tujhe aisa bhi nahin – Firaq Gorakhpuri (Attribute) एक मुल्दत से तेरी याद भी आई न हमें, और हम भूल गए हों तुझें ऐसा भी नहीं – फिराक़ गोरखपुरी (आभार) English Translation: For ages, your memory has not reached…
Us ne baat chhedi thi kuchh mohabbat ki
Spread the loveUs ne baat chhedi thi kuchh mohabbat kiHum ne raat bhar dil ko samjhaya hai – Qateel Shifai (attributed) उसने बात छेड़ी थी कुछ मोहब्बत कीहम ने रात भर दिल को समझाया है – क़तील शिफ़ाई (आभार) English Translation: She brought up something about love,I spent the whole night explaining it to my…
Nagrī nagrī phirā musāfir ghar kā rastā bhūl gayā
Spread the loveNagrī nagrī phirā musāfir ghar kā rastā bhūl gayāKyā hai terā kyā hai merā apnā parāyā bhūl gayā – Meeraji (attributed) नगर-नगर फिरा मुसाफिर घर का रास्ता भूल गयाक्या है तेरा क्या है मेरा अपना पराया भूल गया – मीराज़ी (आभार) English Translation: The traveler wandered from town to town and lost his…
Zindagi kya hai ek kahani hai
Spread the loveZindagi kya hai ek kahani haiJo har lamha kisi ki zubani hai – Akbar Allahabadi (attributed) ज़िंदगी क्या है एक कहानी हैजो हर लम्हा किसी की ज़ुबानी है – अकबर इलाहाबादी (आभार) English Translation: What is life but a tale,Retold every moment in someone else’s voice. Spread the love
Tumhaare paaon ke neeche koi zameen nahi hai
Spread the loveTumhaare paaon ke neeche koi zameen nahi haiAjab khumaar sa chha gaya hai tum par – Firaq Gorakhpuri (attributed) तुम्हारे पाँव के नीचे कोई ज़मीन नहीं हैअजब ख़ुमार सा छा गया है तुम पर – फ़िराक़ गोरखपुरी (आभार) English Translation: There is no ground beneath your feet,Some strange intoxication has taken over you….
Khudi ko kar buland itna ke har taqdeer se pehle
Spread the loveKhudi ko kar buland itna ke har taqdeer se pehleKhuda bande se khud pooche, bata teri raza kya hai. – Allama Muhammad Iqbal (attributed) ख़ुदी को कर बुलंद इतना कि हर तक़दीर से पहलेख़ुदा बंदे से ख़ुद पूछे, बता तेरी रज़ा क्या है। – अल्लामा मोहम्मद इक़बाल (आभार) English Translation: Raise your selfhood…
