Spread the loveWoh afsana jise hum mohabbat samajh baitheWoh ik dhoka tha jo dil se khel gaya वो अफ़साना जिसे हम मोहब्बत समझ बैठेवो एक धोखा था जो दिल से खेल गया – साहिर लुधियानवी English Translation:That tale we mistook for love —Was a betrayal that played with my heart. – Sahir Ludhianvi Spread the…
Category: Philosophy
Humne dekhi hai un aankhon ki mehekti khushboo
Spread the loveHumne dekhi hai un aankhon ki mehekti khushbooHaath se chhoo ke ise rishton ka ilzaam na do हमने देखी है उन आँखों की महकती ख़ुशबूहाथ से छू के इसे रिश्तों का इल्ज़ाम न दो – साहिर लुधियानवी English Translation:I have seen the fragrance in those eyes —Don’t label it a relationship by merely…
Jinhe tum gham samajhte ho, woh to aksar labon pe saja kar chhod diye jaate hain
Spread the loveJinhe tum gham samajhte ho, woh to aksar labon pe saja kar chhod diye jaate hainAsli dard toh dil ke andheron mein chup rehte hain जिन्हें तुम ग़म समझते हो, वो तो अक्सर लबों पे सजा कर छोड़ दिए जाते हैंअसली दर्द तो दिल के अंधेरों में छुप रहते हैं – साहिर लुधियानवी…
Chakle hain is duniya mein kahin, kahin bazaar
Spread the loveChakle hain is duniya mein kahin, kahin bazaarZehmat na do duniya ko meri dastaan ke liye चकलें हैं इस दुनिया में कहीं, कहीं बाज़ारज़हमत न दो दुनिया को मेरी दास्ताँ के लिए – साहिर लुधियानवी English Translation:There are brothels somewhere, and bazaars elsewhere —Don’t trouble the world with the tale of my pain….
Tu Hindu banega na Musalman banega
Spread the loveTu Hindu banega na Musalman banegaInsaan ki aulaad hai insaan banega तू हिन्दू बनेगा न मुसलमान बनेगाइंसान की औलाद है इंसान बनेगा – साहिर लुधियानवी English Translation:You won’t become a Hindu, nor a Muslim —You are the child of a human, you will become human. – Sahir Ludhianvi Spread the love
Ham aah bhi karte hain to ho jaate hain badnaam
Spread the loveHam aah bhi karte hain to ho jaate hain badnaamWoh qatl bhi karte hain to charcha nahin hota हम आह भी करते हैं तो हो जाते हैं बदनामवो क़त्ल भी करते हैं तो चर्चा नहीं होता – हसरत मोहानी English Translation:I am defamed even when I sigh,But their murders don’t even cause a…
Na munh chhupa ke jiyo, aur na sar jhuka ke jiyo
Spread the loveNa munh chhupa ke jiyo, aur na sar jhuka ke jiyoGhamon ka daur bhi aaye to muskura ke jiyo न मुँह छुपा के जियो, और न सर झुका के जियोग़मों का दौर भी आये तो मुस्कुरा के जियो – साहिर लुधियानवी English Translation:Don’t live with a hidden face, nor with a bowed head…
Sitaron se aage jahan aur bhi hain
Spread the loveSitaron se aage jahan aur bhi hain,Abhi ishq ke imtihan aur bhi hain Allama Muhammad Iqbal (attributed) सितारों से आगे जहाँ और भी हैंअभी इश्क़ के इम्तहान और भी हैं। अल्लामा मोहम्मद इक़बाल (आभार) English Translation:Beyond the stars are even more worlds,There are still more tests of passion. Spread the love
Gham ke bharose kya kuchh chhoḍā, kya ab tum se bayān kareñ
Spread the loveGham ke bharose kya kuchh chhoḍā, kya ab tum se bayān kareñgham bhī raas aayā dil ko, aur hī kuchh sāmān kareñ – Meeraji (Attribute) ग़म के भरोसे क्या कुछ छोड़ा, क्या अब तुम से बयां करेंग़म भी रास आया दिल को, और ही कुछ सामान करें – मीराज़ी (आभार) English Translation: Relying…
Bāzīcha-e-atfāl hai duniyā mire aage
Spread the loveबाज़ीचा-ए-अतफ़ाल है दुनिया मिरे आगेहोता है शब-ओ-रोज़ तमाशा मिरे आगे Galib Bāzīcha-e-atfāl hai duniyā mire aagehotā hai shab-o-roz tamāshā mire aage Translation: The world is a children’s playground before meNight and day, this spectacle unfolds before me. Spread the love
Qarẓ kī pīte the may lekin samajhte the ki haañ
Spread the loveक़र्ज़ की पीते थे मय लेकिन समझते थे कि हाँरंग लावेगी हमारी फ़ाक़ा-मस्ती एक दिन Galib Qarẓ kī pīte the may lekin samajhte the ki haañrañg lāvegī hamārī fāqa-mastī ek din Translation: I drank wine on credit, but I believed that yes,One day my joyful destitution will bring its reward. Spread the love
Meharbāñ ho ke bulā lo mujhe chāho jis vaqt
Spread the loveमेहरबाँ हो के बुला लो मुझे चाहो जिस वक़्तमैं गया वक़्त नहीं हूँ कि फिर आ भी न सकूँ Galib Meharbāñ ho ke bulā lo mujhe chāho jis vaqtmaiñ gayā vaqt nahīñ huuñ ki phir ā bhī na sakūñ Translation: Be kind and call me whenever you wishI am not like time passed,…
Is sādgī pe kaun na mar jaa.e ai ḳhudā
Spread the loveइस सादगी पे कौन न मर जाए ऐ ख़ुदालड़ते हैं और हाथ में तलवार भी नहीं Galib Is sādgī pe kaun na mar jaa.e ai ḳhudālaṛte haiñ aur haath meñ talvār bhī nahīñ Translation: O God, who would not die for this simplicity?They fight, and there isn’t even a sword in their hand….
Bas ki dushvār hai har kaam kā āsāñ honā
Spread the loveबस कि दुश्वार है हर काम का आसाँ होनाआदमी को भी मयस्सर नहीं इंसाँ होना Galib Bas ki dushvār hai har kaam kā āsāñ honāaadmī ko bhī mayassar nahīñ insāñ honā Translation: It is so difficult for every task to be easyIt is not even possible for a man to be human. Spread…
Ranj se ḳhūgar huā insāñ to miT jaatā hai ranj
Spread the loveरंज से ख़ूगर हुआ इंसाँ तो मिट जाता है रंजमुश्किलें मुझ पर पड़ीं इतनी कि आसाँ हो गईं Ranj se ḳhūgar huā insāñ to miT jaatā hai ranjmushkileñ mujh par paṛīñ itnī ki āsāñ ho ga.īñ Translation: When a person becomes accustomed to sorrow, the sorrow vanishesSo many difficulties fell upon me that…
Ye na thī hamārī qismat ki visāl-e-yār hotā
Spread the loveये न थी हमारी क़िस्मत कि विसाल-ए-यार होताअगर और जीते रहते यही इंतिज़ार होता Ye na thī hamārī qismat ki visāl-e-yār hotāagar aur jīte rahte yahī intizār hotā Translation: It was not in my destiny to unite with my belovedHad I lived longer, this is what I would have waited for. Spread the…
Hazāroñ ḳhvāhisheñ aisī
Spread the loveहज़ारों ख़्वाहिशें ऐसी कि हर ख़्वाहिश पे दम निकले बहुत निकले मिरे अरमान लेकिन फिर भी कम निकलेग़ालिब Hazāroñ ḳhvāhisheñ aisī ki har ḳhvāhish pe dam nikle bahut nikle mire armān lekin phir bhī kam nikleGalib Translation: Thousands of desires, each worth dying for… Many of my desires were fulfilled, yet they were…
